Friday 17 January 2014

Kese jee raha hu nahi janta,
Kyu ab tak zinda hun nahi janta..
Maut ka kya hai aani hi hai ek din,
Tu kab aaegi nahi janta…♥
Chahta hu sirf tujhe zamana janta hai,
Tu kab chahegi nahi janta
Tera tha tera hun tera hi rahunga,
Tu kab meri hogi nahi janta

No comments:

Post a Comment